input license here

Easiest Way to Prepare Yummy Lacha Paratha (ramadan special)

Lacha Paratha (ramadan special).

Lacha Paratha (ramadan special) You can cook Lacha Paratha (ramadan special) using 7 ingredients and 13 steps. Here is how you achieve that.

Ingredients of Lacha Paratha (ramadan special)

  1. It's 2 cup of maida.
  2. It's 1 cup of normal ata.
  3. Prepare 4 tbsp of milk.
  4. It's 1 of egg.
  5. It's to taste of salt.
  6. Prepare 1 tsp of sugur.
  7. Prepare 4 tbsp of ghee.

Lacha Paratha (ramadan special) instructions

  1. Sub sy pehle maida aur ata mix kar lein.
  2. Salt aur sugur bhi mix kar lein.
  3. Aub egg, milk, ghee mix kar lein achi sy hateli sy masal kar sub ingredients jakjan kar lein.
  4. Sare ingredient mix krne ke baad thora thora pani dal kar ata goond lein khayal rahe ata na zada soft ho na hi hard aub cover kar ke 1 hour ke liye rest dene ke liye rakh dein fridge main rakhein.
  5. Aub ate ke peray bana lein 5 min rest dein.
  6. 5 min peray ko rest dene ke baad roti beel lein.
  7. Aub roti par ache sy ghee laga dein pehla kar.
  8. Roti beel kar ghee lagane ke baad maida dust kar dein.
  9. Aub parathe ko oper su neche ki taraf fold krna shoro krein.
  10. Jab fold ho jaye tu hath sy roll krte hoe paratha roll ki tarhan lamba kar lein.
  11. Aub hath sy ghoma kar lache dar pera ready kar lein sare peray aise hi ready kar ke 15 min rest dein.
  12. Aub parathe halke hath sy beel kar ready krein agar freez krna hai tu ek kholi dish main plastic lagain phir paratha rakhein phir plastic lagain phir paratha rakhein issi tarhan sub parathe ready kar lein aur phir ye dish freez kar dein 3 hour ke baad dish hata dein aur kesi bare plastic bag main rakh dein jab banane hon 10 min pehle freezer sy nikal lein.
  13. Jab fry krne hon tu tawa garam krein aur paratha dal dein aur dono side par ghee laga kar mazedar lacha paratha ready kar lein.

SHARE

Related Posts

Subscribe to get free updates

Post a Comment